namaskar
hum sabne yeh suna hai padha hai mehsus bhi kiya hai........
Desh barat matribhoomi shabh lekin aaj kyu mano kahin kho se gaye hai...
kyu hindi spashta bolne aur ucharan karne mien hum saksham nahi reh gaye hai...............

200px-AshokaCapital

Kya aaj hum din mein ek pal bhi ...is desh ya iski sanskriti ko naman kar yaad kar pate hai........
kyu hum hindi ka prayoog karne mien sharmate hai...
kyu hum apne desh apni pehnave se dur ja rahe hai.....
shayad yeh sab banavati aur upri taye ki aur aakharshit ho kar apne sarvasva ki sachahyi se pare ja rahe hai..............
kyu hum apna bhavishya desh mien nahi dekh pate

" api svarnamayi lanka , na mien lakshman rochate
janani janm bhoomishch svargadapi gariyasi"

ist2_374891_indian_flag

Meri martibhoomi svaarg ke samman hai
is ehsaas ko humien vapas apni sadi mien lautana hai

hum sabne yeh gana suna hoga ise aaj rashtirya dhwaj ko yaad rakh kar ek baar padhe shayad
bhuli bisri yaadoin mine kahin tirange ka khoya astitva jhalakta dikhega

yeh jo des hi tera
swades hai tera
tujhe hai pukara.........
yeh vo bandhan hai jo kabhi toot nahi sakta

mitti ki jo hai khushboo tu kaise bhulaega
tu chahe kahin jaye tu laut ke aayega
nayi nayi rahon mien
tujhse zindagi hai yeh keh rahi......
yu to saare sukh hai barse
par tu dur hai apne ghar se
aa laut chal tu ab deewane
jahan koi to tujhe apna maane
wahi des..............
yeh jo des hai tera.....

nayi nayi rahon mien
dabi dabi aahon mien
khoye khoye dil se tere koi yeh kahega
yeh jo des hai tera swades hai tera ..........
tujhe hai pukara

yeh pal hai vahi jis mien hai chupi
poori ek saadi, saari zindagi
tu na pooch raste mein kaahe
aaye hai is tarah dorahe
tu hi to hai raaho jo sujaye
tu hai to jo yeh bataye
jaaye to kis disha mien jaye
wahi des ...................
yeh jo des hai tera..............